U answer website providing Bollywood, Hollywood related question & answers.

Latest

Saturday 27 October 2018

how to get traffic to your website: [Drive Traffic] In Hindi

how to get traffic to your website: [Drive Traffic] In Hindi


How to get traffic to your website -Dosto aj kal ke smeh me website to log bna lete hai, but usko rank nhi kar paate or bad me unki website par traffic nhi aata, aj kal google pr competiation bhi itna zada hoo gya hai ki. New website pr traffic lana difficult ho jaata hai.
How to get traffic to your website

How to get traffic to your website" Top 5 tips.

To Dosto aj me aap ke saath share krne wala website pr traffic gain krne ke top 5 ways. Jinse aap ko 100% traffic milega. To agar aap traffic gain krna cahte hoo apni webiste ke liye. To pls article ko Puraa read kre.

Dosto website pr traffic gain krne ke Vese to bohat se trike hai. But aj jo me aap ko top 5 ways btane wala Hmm. Inse aap ko Fast results dekh ne ko milega.


How to get traffic to your website" No. 1 Tip.


Friends aap website bnane se pehle ye jarur decide kre ki aap ko website kiss topic pr bnaooge. Or jab aap decide kr le to aap apni webiste ka name kisi keyword Pr rkhe. For example :Tech, tips, technical, motivation and more. Aap apni webiste ka domain keyword se match krke le.

Ab piche ka logic bhi smj lo. Jese ki man loo motivation keyword Pr monthly search Hota hai 1 M tak or log jab motivation keyword ko search krege. Too aap ki website pehle number pr aa jaegi. Kyuki aap ki website me already vo keyword added hai Jisko log sabse Zada search krte hai.

To aap khus smjhe agar aap kisi keyword ke upar apni webiste ka domain purchase kroge. To aap ko bohat profit hoga. Or aap ko website bohat jald google me rank hoogi. Or aap ko traffic bhi unlimited milega.

Micro niche /Tip No. 2


Agar aap cahte hoo ko aap ki website pe daily traffic gain hoota rhe, or aapki earning bhi bohat Zada hoo. To aap micro nich pe kam kro. Iss smeh ye trending pe hai, pehle iske baare me loog bohat Kum jante thee. But ab iske baare me subko pta hai.

Kyuki isme hard work bhi Nhi krna padta, or earning bhi bohat zaada hooti hai, agar aap beginner hoo to aap ek micro nich website ya blog create kro. Micro nich kisi particular keyword ke upar hoti hai. Micro nich me aap ko sirf ek keyword Pr hii kam krna Hota hai, or bs uspe hii articles write krne hoote hai.

Jese aap ko ptaa hoga, ki iss smeh pubg game market me trending pe hai. Or loog iss (Pubg) keyword ko google me bohat Zada search bhi kr rahe hai. Or ye keyword fresh and viral hai, to iss Pr Comeption bhi bilkul low hai.

Iss liye agar koi bandha iss keyword Pr website bna le to usko Unlimited traffic Milne wala hai. Or earning bhi bohat Zada hogi. Too I hope ki aap ko website pr traffic lane ka ye tarika samjh aa gya hoga.



Pinterest or reddit se traffic gain kre. 


How to get traffic to your website

How to get traffic to your website 


Dosto aap me bohat se log Pinterest or reddit ke bare me jante hai, or khus loog Nhi jante hai, friends Maine Pinterest ke upar ek Full informative article bhi likha. Jisko aap jarur read krna. Cahiye ab bat krte ki Pinterest or reddit kya blaa hai, to me aap ko bta du Pinterest or Reddit most popular social media sites hai. Joo website  pr free me traffic bhejta hai.

Dosto bohat sii companies hai jo ki kisi bhi website ko free me traffic nhi deti hai. For example YouTube, Facebook, whatsapp. Agar aap apni fb I'd Pr koi link post krte hoo. To facbook aap ki I'd bann kr deta hai.


Kyuki voo Nhi cahta kii unki audience kahi or redirect hoo jae, Aesha hii whatsapp, YouTube bhi krta hai. But aagar app inn social media platforms ko pesse dooge. To ye aap ko traffic dete hai. Free me nhi.

Pr reddit or Pinterest bohat ache social media platforms hai. Inki aeshi koi policy Nhi hai. Aap yaha free me website ke traffic generate kr sakte hai. Pinterest or reddit Pr daily 200+ Million peoples active hoote hai.

Too aap socho kii aap ko Pinterest or reddit kitna traffic de sakta hai. Pinterest or reddit se traffic lene ke liye sabse pehle aap ne jo article likha hoga uska aap ne tittle copy krna hai or Pinterest or reddit Pe past kr Dena hai. Or aap website ka link daal dena.


But aap yaad rakhna joo bhi aap Pinterest or reddit pe article share kroge vo trending topic ke upar hona cahiye Tabhi traffic gain hoo paega. Pinterest or reddit pe apne article ko share krne ka Ek or profit ye hai ki article bohat jald search rank me bhi aa jaate hai.


Facebook ads se traffic.

How to get traffic to your website with facebook


Agar aap ko Seo Nhi aata, aap website pr without hard work unlimited traffic gain krna cahte hoo to, thode pesse invest krke facebook ads run kr sakte hai. Facebook pr bohat Kum pesse pay krke daily Acha khaasa traffic generate kr sakte hai. Me aap ko estimated bta deta hmm ki aap ko website pr kitne rupee me kitna traffic mil sakta hai.

Aap ko 40₹ me pay krke 5000 views le sakte hoo. Or isse earning bhi kr sakte hoo. Aap website abhi google pr new hai iske baare me abhi koi Nhi janta or google ke sahmane aap ki website ki abhi koi value Nhi hai.

Iss liye google aap ki website ko rank nhi deta. But aap apni webiste ko starting me facbook ads se promote kr sakte hai. Iss se log aap ki website ko Jane ge. Or daily visit krege aap ki website pr agar aap ka content valuable or informative hooga.



Trending topics se website pr traffic gain kro.

How to get traffic to your website Easily

How to get traffic to your website, easily. 


Aap ne sab expert se Yahi suna hooga ki, new website ko rank krne ke liye uss Pr traffic gain krne ke liye trending topics pr kam kro. G ha ye Baat bilkul such hai ki trending topics se aap daily bohat zaada traffic gain kr sakte hoo.

Kyuki Maine bhi iss trick sii apni bohat saari new website ko google me rank kiya hai. Or traffic generate kiya. Trending topics or kam krne ke ye fayda hai kii aap ko trending topics pe backlinkes Generate krne ki koi zarurat Nhi hooti.

Or Comeption bhi bohat Kum Hota hai trending topics pr. Agar aap trending topics pr kaam krna cahte hoo too Meri ek baat yaad rukho ki jab bhi aap ko kisi trending chiij ke bare me pta chale to aap sabse pehle uss Pr article likho.

Kyuki jab google ko trending topic pr koi article nhi dikhta too google sabse pehle ussi article ko rank krta hai. Jis ne article pehle likha Hota hai. Kyuki google cahta hai kii jab bhi koi audience topic search kre. To audience vaha se nirash hookar naa jae.


[ THANKS FOR READIND THIS ARITCLE ]


To Dosto aap ko kesa lga How to get traffic to your website, I hope you enjoy this informative and helpful Article aur doston agar mujhse koi galti hua hain to pls mujhe maff kre..


And doston pls hamaari website visit karte rahnaa, kyoki mai Helpful or informative articles le ke aataa rahtaa hunn. Or pls comment me btana kii apko ye article kesa lga. Pls comment kro.....


 Also Read this :
Who was first woman on earth what is her name
Nikle currant jassi gill neha-kakkar song lyrics
Sidhu moose wala jatt da mukabla Song lyrics
Amritsar train hadsa कैसे हुआ पुरी जानकारी 

How to get traffic to your website.

No comments:

Post a Comment